Tuesday 7 February 2012

Bus Ek Soch Se Ban Jaye Poori Kahani

F#
Bus ek soch se ban jaaye poori kkahani
F#
Duniya chahe jo bole humko toh hai yeh sunani
F#...D#m..D#m..C#
Kya galat kya Sahi
................B......B..A#m
Humne yeh socha na kabhi
B
Sapne Ho Pure
C#.............F#
Reh Jaye na koi Kami
F#
Bas ek Soch se ban jaye poori kahani



D#m....................B
Khwaab hain toh rangeen yeh jahaan
C#................F#
Zindagi hass ti hai
D#m....................B
Aaj hai toh kal honge kahan
C#...................F#
Apni khushi sasti hai
B
Hum bhi kabhi mashhoor hon
A#m
Thode se maghroor hon
C#....................F#
Paane ko jaan tarasti hai
B
Sapne Ho Pure
C#.............F#
Reh Jaye na koi Kami
F#
Bas ek Soch se ban jaye poori kahani



D#m....................B
Socha jo wohi to paana hai
C#................F#
Kuch to kar ke dikhaana hai
D#m....................B
Kya hain ham, kahan apne kadam
C#................F#
Kahan apna thikaana hai
B
Ab talak jo na dekhi ho
A#m
Apne mann ki hai manzil woh
C#....................F#
Hum ko uss paar jaana hai
B
Sapne Ho Pure
C#.............F#
Reh Jaye na koi Kami
F#
Bas ek Soch se ban jaye poori kahani

No comments:

Post a Comment