Saturday 29 August 2009

Dekha Lyrics

Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya

Jaanon na kyon lagti ho yun
Jaaneman teri mein teri mein teri har ada pe mein tu hun fida yeh jaaney khuda
Dekha joh teri ankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar

Raat ka ho samah soya ho yeh jahan
Nah koi darmeya hoooo
Baat ho yun beyaan jaise koi azaan
Ishq tum se wahan hoooo
Tere sung jhoom loun Haathon ko chum loun
Aisa kuch ho jaye ho jaye
Jaisa mohabbat ke har ik fasaney mein hum ne perha

Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya

Sadagi uff khuda Nazuki baypana
Raat din tere sanaa hooo
Neeyatein hon fanaa dekhein tum ko jahan
Kehne sai nah hum mana hooo
Jo chaha bool doun Jo ender khool doun
Dehko je asai nah asai nah
Hum se bahaney kero na fasanay gharo meri jaan

Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya
Jaanon na kyon lagti ho yun
Jaaneman teri mein teri mein teri har ada pe mein tu hun fida yeh jaaney khuda
Dekha joh teri ankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar

No comments:

Post a Comment