Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur
Kisi se humein koi aas nahin
Kisi ki humein koi pyaas nahin
Hum ko samjho pagal ya tu bolo maghroor
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Sambhal sambhal ke is rah pe chalna hazoor
Bhalle koi bhi tumhein kere yahan majboor
Sambhal sambhal ke is rah pe chalna hazoor
Bhalle koi bhi tumhein kere yahan majboor
Jaana hei dur is rah pe
Milna zaroor us paar se
Jahan kabhi koi gaya na koi jaye ga
Aur jo gaya tu tum yeh jaano
Ke woh mein hun ga haan hmmm
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur
Kabhi Kabhi yeh bhi hei laga ke sab hei fazool
Yahan jo hota hei woh humein nahin hei qabool
Kabhi Kabhi yeh bhi hei laga ke sab hei fazool
Yahan jo hota hei woh humein nahin hei qabool
Par yeh na bhool ke tu kaun hei
Tu woh nahin aur woh tu nahin
Tu phir kesa ghabraana kesa hei dar jaana
Hum ko bas aage aage jaane jaatey jaana hei zaroor
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur
No comments:
Post a Comment