Saturday, 29 August 2009

Ishq lyrics

teray ishq ne; ishq ne; ishq ne
teray ishq ne; ishq ne; ishq ne
ni sanu; ni sanu; ni sanu
teray ishq ne; ishq ne; ishq ne

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

teray ishq ne sajna sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; ni sanu maar sutteya
ni sanu maar sutteya; sutteya; sutteya; sutteya

jugnoun se lyrics

Jugnoon se bhar de aanchal
Beet jaye kahin na yeh pal

Jugnoon se bhar de aanchal
Beet jaye kahin na yeh pal
Kal jo hoga dekh lein ge kal
Kal jo hoga dekh lein ge kal

Jugnoon se bhar de aanchal
Beet jaye kahin na yeh pal
Kal jo hoga dekh lein ge kal
Kal jo hoga dekh lein ge kal

Maang main teri asmaan bhar doon
Tere qadmoon main do jahan dhar doon
Dhaamp ke rakh loon tujhko palkoon main
Aa chupa loon main tujhko sansoon main
Beet jaye kahin na yeh pal
Kal jo hoga dekh lein ge kal
Kal jo hoga dekh lein ge kal

Teri aankhoon ka khwab ho jaon
Orh kar tera tan main soo jaon
Eik dooje main aaj kho jayein
Bhool kar khud ko eik ho jayein
Beet jaye kahin na yeh pal
Kal jo hoga dekh lein ge kal
Kal jo hoga dekh lein ge kal

Jugnoon se bhar de aanchal
Beet jaye kahin na yeh pal
Kal jo hoga dekh lein ge kal
Kal jo hoga dekh lein ge kal

Channo lyrics

channo ki aankh mein ek nasha hai ..
gaal pe uske til ka nishaan

Chorus:
~channo ki aankh mein ek nasha hai
gaal pe uske til ka nishaan hai
ispey phir uski hayya hai .. o dil le liya hai
yeh dil boley~

channo ki aankh mein ek nasha hai..(ek nasha hai..ek nasha hai)

dekhoon ussey tu dil jhoom jhoom jhoom jaye ..
chuloon ussey tu boley hoo yeah .. hoo yeah ..
nazarein milaiye .. duniya ghoom ghoom ghoom jaye
chaal pe uski mai fidaa re .. haan re

~ChoruS~

uski jawani mein ek tarpan hai o dilbar jaani
us jaisa duniya mein kahan re .. haan re
nazarein dikhana .. sajna .. haye uska youn sharmana
haath lagaon boley .. naa re .. naa re
channo ki aankh mein ek nasha hai ..
gaal pe uskey til ka nishaan hai ..

~ChoruS~

Teri yaad lyrics

teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din
tujh se milay thay ..thay tum bhi piyar bin
teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din

piyar se aur tera ..tera muskarana
has ki wo kehna mat bhool jana
hum ne bhi yunhee ..yunhee kaha
mere he rehna sang sang chalna

teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din

jane mujhe kyun tum yaad ae ..
ae hein yeh din jeeta hon tum bin
kitne baharein ..baharein suhane
beeti hon jaisay kal ki hon sapnay

teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din

tujh se milay thay ..thay tum bhi piyar bin
teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din
teri yaad ae ..aayae sawan ki din

Deks sang tere lyrics

dekha sung tere hum ne chalte chalte
dekha sung tere hum ne chalte chalte
ki raste tere mere kahin nahi miltay
kahin nahi miltay
dekha sung tere hum ne chalte chalte
dekha sung tere hum ne chalte chalte
ki raste tere mere kahin nahi miltay
kahin nahi miltay

tu piyar hai mera kab mein ne inkar kia
muj se kab milo gay kitna intezar kia
intezar mein keron kyun tum jo nahi miltay
ki rastey tere mere kahin nahi miltay
kahin nahi miltay

khizaon ka yeh kaam hai ujaar de gulshan ko
bahar ka muqaam hai sanwar de gulshan ko
bahar kia kare jo sab phool nahi khiltay
ki rastey tere mere kahin nahi miltay
kahin nahi miltay

Aag lyrics

Only one rule for mauseeqi
It has to sound good
Sunni hei tu sunu nahin tu kya ker sekte hien
Aaj nahin kero ge tu kab kero ge

Aag jesi yeh jawani is mein kyon na jalein
Yeh tu paani hei zindagani hei is mein kyon na bahein
Aag jesi yeh jawani is mein kyon na jalein
Yeh tu paani hei zindagani hei is mein kyon na bahein

Raaton ko jaagein hum tu kya
Din mein soein tu kya
Baaton se bhaagein hum tu kya
Kuch kehein na tu kya
Dil kehe jo Hum kerein woh
Kisi ka na maanein kehna

Aag jesi yeh jawani is mein kyon na jalein
Yeh tu paani hei zindagani hei is mein kyon na bahein

Chaar shaadiyon ki ijazat di gai hei tu mein kya ker sekta hon
Chaar shaadiyon ki ijazat di gai hei tu mein kya ker sekta hon
Chaar shaadiyon ki ijazat di gai hei tu mein kya ker sekta hon
Always use protection
Always use protection

Duniya hum ko bura jaane
Par woh jaane hi kya
Lein gei hum jese deewane
Zindagi ka nasha
Hon khushiyan Ghum hi aae
Hum ne haste hi rehna

Aag jesi yeh jawani is mein kyon na jalein
Yeh tu paani hei zindagani hei is mein kyon na bahein
Aag jesi yeh jawani is mein kyon na jalein
Yeh tu paani hei zindagani hei is mein kyon na bahein

Always use Protection
Always use Protection
Unity, Faith, Discipline
Unity, Faith, Discipline
We shall stand as the strongest nation in the world!

Ek Pal lyrics

yeh zindagee ek pal ka hai safar
to kai jo tere yaad mein jai guzer

soe zameen aasmaan jab raat ho
aur jaago teri yaad mein, mein raat bher
tu yeh jaane na tere yaad mein jaan-e-jaan
mein ne chora yeh jahan mein wahan ab tu jahan

socha tu kabhi ae be-khabaer
chahon tujh ko mein her ghari kis kadar

Din doobay lyrics

din doobay jab shaam jawan ho...
ajnabi sa koi samaa ho...
janoon na main..kis galee main...
koi jo poochay tum kahan ho...tum kahan ho...
..........
anjani hain rahain yeh
kis ki hain bahain yeh
ajnabi sa koi samaa ho
din doobay jab shaam jawan ho
janoon na main..kis galee main...
koi jo poochay tum kahan ho...tum kahan ho...
..........
din doobay jab shaam jawan ho...
ajnabi sa koi samaa ho...
janoon na main..kis galee main...
koi jo poochay tum kahan ho...tum kahan ho...
..........
kaisi hai yeh parchayiyaan
meray saath chali hain jo
kiya bataon..kaun hain yeh
kaash mujhay apni khabar ho
janoon na main kis gali main
koi jo poochay tum kahan ho..tum kahan ho..tum kahan ho...
..........
din doobay jab shaam jawan ho...
din doobay jab shaam jawan ho...
ajnabi sa koi samaa ho...
janoon na main..kis galee main...
koi jo poochay tum kahan ho...tum kahan ho...tum kahan ho...
..........

Chal dil mere lyrics

Chal DIL mere choor Yeh Pheeeee
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mere choor Yeh Pheeeee
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mereeeee

Dolat poojari Husaaan pubari
wadoon kae kachee havas havari
Dolat poojari Husaaan pubari
wadoon kae kachee havas havari

Chal DIL mere choor Yeh Pheeeeerae
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mere choor Yeh Pheeeeerae
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mereeeee

Apni kahani Rooo roo sunani
Hum se naaa hoo gi aisee nadani
Apni kahani Rooo roo sunani
Hum se naaa hoo gi aisee nadani


Chal DIL mere choor Yeh Pheeeeerae
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mere choor Yeh Pheeeeerae
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mereeeee


Jhoti adayeeeen khoti anayeen
Kitnae fakahar sae chehrae sajayeen
Jhoti adayeeeen khoti anayeen
Kitnae fakahar sae chehrae sajayeen

Chal DIL mere choor Yeh Pheeeeerae
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mere choor Yeh Pheeeeerae
Yeh duniya jhooti loog lotareee
Chal DIL mereeeee

Rangeen lyrics

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada

Hansti hai to aankhon se masti hai chalakhti
Hansti hai to aankhon se masti hai chalakhti
Honthon pe malhaar hai
Gaalon pe singhar hai
Teri tara to koi aur nahin lagti

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada

Ni ni sasa
Ni ni sasa garega...

Mera aik sapna
Ho ghar aik apna
Mera aik sapna
Ho ghar aik apna
Chaiye ho bahar
Jahaan na ho intezar
Jahaan meri kahani tere saath meri jaani
Meri jaan tu haseen sub se ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada

Kahe tu na maane
Ab choro yeh bahane
Kahe tu na maane
Ab choro yeh bahane
Rut hai bahaar ki
Jiya beqarar ki
Dekho shuro hue pyar ke afsane

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina lage na mora jiya

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada
Le jayenge tujh ko utha ke
Tere bina laage na mora jiya

Rangeen hai tu rangon se bhi ziada
Shokh lagti ho rah ke bhi saada

Huqa Pani lyeics:

aakh jadoo de lari tere naal
koi pochda we nahi o mera haal
tey huqa pani band gaya .........

tereyan odeekan sanoo maar suteyaaa...
nakhray ta tere sanoo yaar luteyaa..
ho sajna tereyan vichoreyaa to ae dil bar bar toteyaa...
dil sada sohna enoo saamb na tu tor
kerna hun milna saa to piyar yaar jo
asaan umran gunwayaean ney ae soda pehle war khat-e-ya
saday dil diyan peritan tere naal
saday dil diyan peritan tere naal
koi pochda we nahi o mera haal
tey huqa pani band gaya......

rang angraizee tey punjabi tere tor
sohna ta tere werga na koi hor
kithay Labhan ga mein tera jor
ae nazran evein han na tu mour
husn de raniye tu beja mere koL
tablay te vajay otay gayae do do bol
gallan tereyan sureeleyan tey
asan tey dil haar sutiya
adhay kalay adhay LAL tere waal
koi pochda ve nahi mera haal
tey huqa pani band gaya.........

Sajania lyrics:

What is your behaviour of choice this evening?
Do I sound a little Cheesy?
Wheres the money? x4
Let dance, oh yeah

Buy it
And if you can't then hire it
Cuz if you must desire it
Then you must know the system
That its love for money

Buy it
And if you can't then hire it
Cuz if you must desire it
Then you must know the system
That its love for money


Sun re sajania
Tere sung duniya

Sun re sajania
Tere sung duniya
Aise jaise har su bahaar hai
Jiya nahi jaaye re
Tere bin haye re
Tumse hi hamko pyaar hai

Sun re sajania
Tere sung duniya
Aise jaise har su bahaar hai
Jiya nahi jaaye re
Tere bin haye re
Tumse hi hamko pyaar hai hmm

Buy it
And if you can't then hire it
Cuz if you must desire it
Then you must know the system
That its love for money


Ho Socha kya kabhi yeh tu ney
Ke mein tera kaun hoon
Kabhi tu ney yeh socha kya
Ke tu meri kaun hai

Meri duniya mein teri
Tasweerein hain bani
Teri duniya mein meri
Kabhi bhi na thi kami

Khud ko bachaye re
Ham se chupaye re
Aisa karna beqaar hai

Jiya nahi jaaye re
Hame tarpaaye re
Kyun itna inkaar hai

Sun re sajania
Tere sung duniya
Aise jaise har su bahaar hai
Jiya nahi jaaye re
Tere bin haye re
Tum se hi hamko pyaar hai

Buy it
And if you can't then hire it
Cuz if you must desire it
Then you must know the system
That its love for money


Ho kab se kya hai kyun hai kaise
Yeh pata na tha na hai
Par yeh jaane ham ke tum se
Zindagi ka naata hai
Ham ne jo kaha woh tu ney
Sun ke bhi nahi suna
Par yeh tera na sunna bhi
Kyun hai ham ko hai pata

Humein aazmaaye re
Samajh na aaye re
Aisa karna hi kya pyaar hai
Jiya nahi jaaye re
Tere liye gaaye re
Tumse hi ham ko pyaar hai

Sun re sajania
Tere sung duniya
Aise jaise har su bahaar hai
Jiya nahi jaaye re
Tere bin haye re
Tum se hi hamko pyaar hai
Hmmmmmmmmmmm

Buy it
And if you can't then hire it
Cuz if you must desire it
Then you must know the system
That its love for money

Merey Hanthon Mein lyrics

Merey haathon mein tera haath ho
Teri baaton mein meri baat ho
Hum yun hi chalte chalte kho jaein
Hum yun hi chalte chalte kho jaein

Meri saanson mein teri saans ho
Aur tanhai apne pass ho
Sur rekh ke terey kaandhe pe soo jaein
Sur rekh ke terey kaandhe pe soo jaein

Mein jaagon tere pyar mein
Aur jeeton tujh ko haar ke
Tum rootho tu manaon gun guna ke
Tum rootho tu manaon gun guna ke

Saansein tum se poori
Tum na tu yeh adhoori
Tum hi tu mera pyaar ho
Tum se khizan bahaar ho
Ho tu chaen aae
Na ho tu gham hei chayee
Jaaneman bolo aur hum tum ko kya kehein kya sunaein

Sab yun hi chalta jae
Hum yun hi milte jaein
Magar aesa tab ho na jab
Tum yahan ho
Magar aesa tab ho na jab
Tum yahan ho
Tum yahan ho

Masty lyrics

Masty ke din hein chalo jhoomein aur gain hum
Saray joh mil jain toh bolo phir kia ho ghum
Mobhabbat jaan mangay kabhi inkaar na ho
Humari jeet mein bhi kisi ki haar na ho
Saray zamanay mein ik ham mein ik tum mein dum
Masty ke din hein chalo jhoomein aur gain hum

Hum chalain toh zameen ghoomey hum rukain asman doobay
Bolo to chand koh choo lain; dein sada toh jahan jhoomey
Ho sun le yaar ye tera piyar Ho sun le yaar ye tera piyar
Karay hay zinda mujhey har baar

Masty ke din hein chalo jhoomein aur gain hum
Saray joh mil jain tu bolo phir kia ho ghum

Tum ne hum main wo kia dekha; dekh ke jisko dil phenka
Tum ne hum main wo kia janaa; jaan ke jo humain mana
Kholo naa ye afsanaa kholo naa ye afsana
Karo beyan ho kyon pareshan

Masty ke din hein chalo jhoomein aur gain hum
Saray joh mil jain tu bolo phir kia ho ghum
Mobhabbat jaan mangay kabhi inkaar na ho
Humari jeet mein bhi kisi ki haar na ho
Saray zamanay mein ik ham mein ik tum mein dum
Masty ke din hein chalo jhoomein aur gain hum

Khereyan de naal lyrics

Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula

Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula

Ranjhey jogi di hoyi duja hor na koi
Ranjhey jogi di hoyi duja hor na koi
Ranjhey jogi di hoyi duja hor na koi
Ranjhey jogi di hoyi duja hor na koi
Hor kise di naeenyo lorh baabula
Hun hor kise di naeenyo lorh baabula

Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula

Kherey kere ne saarey phukan zewar main saarey
Kherey kere ne saarey phukan zewar main saarey
Kherey kere ne saarey phukan zewar main saarey
Kherey kere ne saarey phukan zewar main saarey
Tere melan de chobaarey disan hor baabula
Tere melan de chobaarey disan hor baabula

Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula

Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Vey saanu Khereyan de naal na tor baabula
Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula
Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula
Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula
Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula
Saanu Khereyan de naal na tor baabula
Kardi mintaan te kehndi hath jor baabula

Janay na koi lyrics:

Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur
Kisi se humein koi aas nahin
Kisi ki humein koi pyaas nahin
Hum ko samjho pagal ya tu bolo maghroor
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi

Sambhal sambhal ke is rah pe chalna hazoor
Bhalle koi bhi tumhein kere yahan majboor
Sambhal sambhal ke is rah pe chalna hazoor
Bhalle koi bhi tumhein kere yahan majboor
Jaana hei dur is rah pe
Milna zaroor us paar se
Jahan kabhi koi gaya na koi jaye ga
Aur jo gaya tu tum yeh jaano
Ke woh mein hun ga haan hmmm

Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur

Kabhi Kabhi yeh bhi hei laga ke sab hei fazool
Yahan jo hota hei woh humein nahin hei qabool
Kabhi Kabhi yeh bhi hei laga ke sab hei fazool
Yahan jo hota hei woh humein nahin hei qabool
Par yeh na bhool ke tu kaun hei
Tu woh nahin aur woh tu nahin
Tu phir kesa ghabraana kesa hei dar jaana
Hum ko bas aage aage jaane jaatey jaana hei zaroor

Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur

Jaanay na koi Pehchaney na koi
Jaanay na koi Pehchaney na koi
Hum ko raaste mein dekho jaana kitni dur

Dekha Lyrics

Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya
Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya
Jaanon na kyon lagti ho yun
Jaaneman teri mein teri mein teri har ada pe mein tu hun fida yeh jaaney khuda
Dekha joh teri ankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar

Raat ka ho samah soya ho yeh jahan
Nah koi darmeya hoooo
Baat ho yun beyaan jaise koi azaan
Ishq tum se wahan hoooo
Tere sung jhoom loun Haathon ko chum loun
Aisa kuch ho jaye ho jaye
Jaisa mohabbat ke har ik fasaney mein hum ne perha

Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya

Sadagi uff khuda Nazuki baypana
Raat din tere sanaa hooo
Neeyatein hon fanaa dekhein tum ko jahan
Kehne sai nah hum mana hooo
Jo chaha bool doun Jo ender khool doun
Dehko je asai nah asai nah
Hum se bahaney kero na fasanay gharo meri jaan

Dekha joh teri ankhon mein deewana ho gaya
Teri in meethi baaton mein mastana kho gaya
Jaanon na kyon lagti ho yun
Jaaneman teri mein teri mein teri har ada pe mein tu hun fida yeh jaaney khuda
Dekha joh teri ankhon mein deewana kaise na hota ho yaar
Teri in meethi baaton mein mastana kaise na khota ho yaar

Aasmaan lyrics

Aasman ko chootey jayein hum
Har ghari ko jeetey jayein hum
Har aar se lartey rehein
Har baar or hum barhtey rehein

Aasman ko chootey jayein hum
Har ghari ko jeetey jayein hum
Har aar se lartey rehein
Har baar or hum barhtey rehein

Zindagi aray o zindagi
Kaisi kaisi tu ne dekhai hain mushkilein
Saamney khari hoi kar ke dur hum ko dekhai hain manzilein
Magar hum agey hi agey har qadam bhagey hi bhagey
Mushkilein asaan kar dein ge manzilon ko pakar lein ge
Zindagi dard de gi hum use neha ker dein ge
Zindagi de gi mayosi jao hum tanha lar lein geeeeeeeee

Aasman ko chootey jayein hum
Har ghari ko jeetey jayein hum
Har aar se lartey rehein
Har baar or hum barhtey rehein

Aasman ko chootey jayein hum
Har ghari ko jeetey jayein hum
Har aar se lartey rehein
Har baar or hum barhtey rehein

Friday, 28 August 2009

Yar Daddi Lyrics:

Ishq tey atish dono barabar
Adey ishq da ta-vikhayra

Atish sadey hay pakh te-paan
Adey ishq sadey dil jherra

Atish pani naal bujheyndi
Adey ishq da daaru kehraa

Ghulam Farid

Uthay chhana rakhi
Jithay ishq laway dayra

Yaar dadhi ishq aatish laee hai
Yaar dadhi ishq aatish laee hai
Way yaar sano
way dost sano lag gayee bayakhtearee
Sano lag gayee bayakhtearee
Seenay day vich na samaee hai
Yaar dadhi ishq atish laee hai
Yaar dadhi ishq atish

Hulhula ke ishq jo aaiya
Mohabat wala choor machaiya
Hulhula ke ishq jo aaiya
Mohabat wala choor machaiya
Ghati ghati shaam aai hai

Yaar dadhi ishq aatish laee hai
Yaar dadhi ishq aatish laee hai
Way yaar sano
way dost sano lag gayee bayakhtearee
Sano lag gayee bayakhtearee
Seenay day vich na samaee hai
Yaar dadhi ishq atish laee hai
Yaar dadhi ishq atish

Ishq away-ra bahan na dayndaa
Thee kadaan ker mast karayndaa
Ishq away-ra bahan na dayndaa
Oh thee kadaan ker mast karayndaa
Ghati ghati shaam aai hai

Yaar dadhi ishq aatish laee hai
Yaar dadhi ishq aatish laee hai
Way yaar sano
way dost sano lag gayee bayakhtearee
Sano lag gayee bayakhtearee
Seenay day vich na samaee hai
Yaar dadhi ishq atish laee hai
Yaar dadhi ishq atish

Dastaan-e-ishq lyrics

Performed at Coke Studio Episode 2 Harmony
oooooooo…ooo….oooooo
oooooooo……ooo….oooooo
Ranjha Ranjha Kardi Ni Mein, Aapay Ranjha Hui
Ranjha Kaho Saheliyoon…..
Meino Heer Na Aakho Koi

By repeating the mantra of Ranjha, I myself have become Ranjha
Call me Ranjha, no one should call me Heer

Kainde Ne..Kainde Ne Kay Lambviyan Ne Rawaan Ishq Diyaan…
Kainde Loki Kay Lambviyan Ne Rawaan Ishq Diyaan…
Ki Dasawan Ki Baat Sunawan Ishq Diyaan…
Ki Dasawan Ki Baat Sunawan Ishq Diyaan…

They say that the path of love is very long
What should I tell you about love?

Andar Aaao.. Bhira Paao..
Aa..Was Jaao…Saiyaan..
Andar Aaao.. Bhira Paao..
Aa..Was Jaao…Saiyaan..

Come inside (my life/soul) and stay their forever, beloved
Andar To Hi Bahar To Hi
Andar To Hi Bahar To Hi Roob Roob Wich Too..
To Hi Tana To Hi Bana Sub Kuch Mera Too…
Andar To Hi Bahar To Hi Roob Roob Wich Too….
To Hi Tana To Hi Bana Sub Kuch Mera Too…

You are inside me you outside of me
you are every bit of me
Your are my every thing

Kahe Hussain Faqir Namana
Kahe Hussain Faqir Namana…
Mein Nahi Sub Tooo…

Shah Hussain says, I have no existence without you (God).
Ki Dasawan Ki Baat Sunawan Ishq Diyaan…Haae..
Ki Dasawan Ki Baat Sunawan Ishq Diyaan..

What should I tell you about love?
Kanjri bania meri zaat na Ghat-dee, menu nach ke yaar manawan day
log ishq nu mul ginde, menu nach ke yaar manawan day
Kanjri bania meri zaat na Ghat-dee, menu nach ke yaar manawan day
log ishq nu mul ginde, menu nach ke yaar manawan day

My stature does not diminish by being a (harlot/dance girl/wh0re)
I must dance to win my love.
Let me dance to win my love.

Oo Aaja Rab Nahi Rusda.. X 4
Oo Aaja Rab Nahi Rusda Soon Rab Di
Jenu Yaar Manawan Da Chajj Hovey
Oo Waat Makkay di Kyon Pavey….
Oo Waat Makkay di Kyon Pavey
Jeday Yaar Nu Taakaya Hajj Hovey…

I swear to God that His God doesn’t get upset with him who knows how to appease him.
Why should one talk of Makkah, when s/he can perform his Hajj by just looking at his/her beloved?

Ki Dasawan Ki Baat Sunawan Ishq Diyaan…Haae..
Ki Dasawan Ki Baat Sunawan Ishq Diyaan..
Andar Aaao.. Bhira Paao..
Andar Aaao…Saiyaan..

Aa….oo…hoo..hoo (Alaaps Continued)

Saturday, 8 August 2009

Ali's Blog[copied from ali zafar . net]

Hi Guys ,

So sorry for not writing for so long but it’s been crazy busy. Even now i was packing for a flight in a few hours but thought must write to you guys write me off :)

First of all thank uuu soo much for all the birthday gifts. Madeeha thank you for the books.

I am thrilled to see the response on ” Dastaan-e-Ishq”. As i had written earlier that there was an unusual exprerience that had happened and will talk about it later . Well even now all i can say is, that it is something that can only be felt and not described . But i am very happy with what coke studio has brought to our generation. I love the performances by all my fellow artists and want to thank them and the entire team of coke studio for giving our people including me something to be proud of besides the 20 20 world cup ! :)

…. And did you see that ! i made some videos from my phone while we were busting those stumps and my friends screaming with joy and bouncing off the walls. Will try to upload some day ! way to go Pak team !

There is so much to write . Too little time .

Oh and ofcourse the shift in brand. The blues and the Jazz ! Well i could assume that people would be shocked and confused and contrive various stories as to how and why it happened . Well hear it from the horses mouth.

I had worked for telenor with dedication and sincerity that even they would vouch for and we shared a mutually benificial relationship for 3 years. But recently my last contract expired with them and i was offered a new one from Mobilink . Simple !

Now i am also for the opinion that had the campaign come a few weeks or months later, it would’ve been easier to understand the dynamics but since i was flying out of the country to tour so we were only left with shooting the add before i left which meant asap . But i wish all the best to Telenor and it’s team and a happy farewell. Infact i would also like to appreciate those young boys and girls spending timeless hours at call centres and various other jobs, be it any brand, and hope that one day all those youngsters grow up to have their own companies :) As for the future … get ready to Jazz up !

See some of you on the Toronto show on the 12th ! Happy living .


Wednesday, 5 August 2009

Awards


  • Indus music Awards 2005 - Best Pop Artist.
  • Asian Bollywood Music Awards 2005 - Best Pop Music Album in Pakistan Huqa Pani.
  • Indus Music Awards 2004 - The Best Album Huqa Pani.
  • Indus Music Awards 2004 - The Best Debut Artist.
  • Lux Style Awrds 2004 - Best Music Album Huqa Pani.
  • Lux Style Awards 2007 - The Youth Icon Award.

Masty

Masty (literal English translation: fun) is the second album of Pakistani pop singer, Ali Zafar. It was released on December 1, 2006.

[edit]Track Listings

  1. Masty
  2. Dekha
  3. Sajania
  4. Jaanay Na Koi
  5. Aasman
  6. Mere Haathon Mein
  7. Kharayaan Day Naal
  8. Aag
  9. Mere Haathon Mein (Flute Version)

Huqa Pani

Huqa Pani (Urdu: حقہ پانی) is the debut album of Pakistani pop singer, Ali Zafar. It was released in november 21,2003 . It gained a lot of popularity and many Directors in the Bollywood film industry requested his music for use in their films. The album contains the hit singles "Channo", "Chal Dil Merey", "Rangeen" and "Ek Pal".


Track Listings

  1. Channo
  2. Huqa Pani
  3. Chal Dil Merey
  4. Rangeen
  5. Ek Pal
  6. Teri Yaad Aayi
  7. Jugnuon Se Bhar Le Anchal
  8. Dekha Sung Terey
  9. Din Doobay
  10. Ishq

Music career


Ali Zafar made his debut as a musician with the album Huqa Pani, released in Pakistan in 2003 and worldwide in 2005. The album was an instant hit, selling over 600,000 worldwide and winning several major awards and nominations. It also put Ali into the league of the most popular artists ever to have come out of Pakistan with a massive fan following locally and internationally. It was described by [[Indians] as "take a Kishore Kumar-like voice, club it with yuppie Ibiza-ish electronic beats, and add a bit of nostalgic lyrics".

His comparison to Kishore Kumar has been frequently made; in one interview Zafar, asked about the vocal resemblance, remarked "you're the lucky hundredth person to tell me that".

Ali won award for "Best Album" category at the Lux Style Awards in 2004 for his massive hit album Huqa Pani In addition to the album's popularity being reflected in the shops and by critics, it has been widely claimed that Himesh Reshammiya plagiarised one of the most well-known tracks from the album, Rangeen, for the song Dillagi Mein Jo . Soon Pritam too copied his track "Chhano" as "Choreen ki Baatein"(Fightclub).

Ali Zafar launched his second album "Masty" nationwide in Pakistan in November 2006. He has since released four tracks from the album called "Masty", "Sajania", "Dekha" and "Aasman". A press conference for the release of the album was held in Lahore. The album has been released by Fire Records.

Ali Zafar released his second album "Masty" in India in February 2007. The album contains two additional remix tracks and has been launched by "FrankFinn Records".

Ali recently released his third and long awaited single, "Dekha", off his second album, which was the most expensive music video of Pakistan costing more than seven million rupees but song was a failure on charts, video was shot in Malaysia, produced by the Lux Company, and has the famous Pakistani actresses/models, Reema Khan, Meera, and Amina Haq, starring in it.

Ali has a multitalented personality besides a singer, painter, model and an actor, he proved himself as a good music director and producer by directing and producing his music video "Ek Pal" from his first album Huqa Pani which was a big hit nationwide.

Early life and career


Ali Zafar was born in Lahore, Pakistan to two professors who teach at Punjab University. He initially attended the C.A.A. Public School and later moved to the Beaconhouse School System from where he topped in his matric examinations. He later graduated from the National College of Arts as an artist in 2002 with honours. Ali Zafar has often spoken about his childhood battle with obesity and this is reflected in his song 'Pant-Shirt'. He has one younger brother called Bilal Zafar who studies in England.

Before entering the Pakistani musical scene, Ali Zafar worked as a model for several commercial advertisement besides acting in television. He worked in the Pakistani television serial Lunda-Bazar, Kanch Ke Par and in the teenage sitcom College Jeans (which was an immediate hit among youngsters). He was also in the music video of Preeto sung by Abrar-ul-Haq